Wednesday, July 30, 2008

Cricketers Pe Zulmo Ki Kahani, Meri Jubaani

cricketer pe zulmo ki dastan...
bechare cricketer. kitna zulam saham karte, sirf 5-50 karod Rs ke liye, ek shahar se dusare sahar bhagate bhagate jana, ek match ke bad dusari match,5 day test ke paschat one day match, na,apane pariwar ke sath rah shakte, BCCI wale kitana jurm karte hai,itana kam tha ki 20-20 ka zulm shuru hua, fir IPL ki neelami,in bechare sadharan manav, kishmat kharab ki, cricket khelana shuru kiya,
20-20 match me to becharo ko ardh nagan cheer leaders ko dance karte dekhana aur khelna, WISHWAMITR jaise muni menaka ke nrutya ke samne tapasya nahi kar sake,ye sadharan cricketer,dance dekhe, ki chhake mare,,kitane ball me kitane run,ka hisab lagaye,.aur fielder ke, tane kase, kaise khele,fir bhi bechare desh ki kya samast duniya ki janata ka manoranjan karte hai,
kabhi tensino me (achchha hai aapas me hi ek dusare ko zapad marte hai) kisi ko zapad rashid kar de to,ek to paheli bechare ko kitane kam karod Rs me lilam me kharida,unki match ki fees kat jaye,
itan khelne ke bad, badi Compny pichhe padi rahti hai,deti kya thodese karod Rs, aur advertise karav ti unase,kitana bhalai ka kam,na kare advertise to logo ko pata kaisa chale ki ye pina hai( aise cold drink advertise karte hai,kahte hai jise latrine bathroom dalo to latrine acid ki tarah chaka chaka saf karde) is, se,pet bhi latrine ki tarah saf ho jayega, janta ki kitani sewa, knyo ki yeh videshi Co. hai,aur mehman hamar bhagwan hota hai,aur ye to imported bhagwan, inke liye to thake hare bimar, fir bhi inaki sewa karne liye tatpar, inaki awak ka sadhan hai.
KITNE THAK JATE LEKIN RETIRE NAHI HOGE........
bechare is dar se retire bhi nahi hote ki in par jo jurm ho raha hai,aane wale( line khade young cricketer)pe ye julm na ho, DHONIJI kahte kahte thak gaye ki itana adhik cricket ki vajah se thak gaye hai,BCCI ki kan pe ju tak nahi reng rahi hai,
kya kare bechare na pariwar ke sath,na dosto ke sath, inse to sadaharan majdoor achhchhe jinhe overtime lkarne par DOUBLE mehnata milta hai, inhe wohi,jitana fix hai,day night kahele,kaise bhi khele.
Samast janata se nivedan hai ki prabhu se prathana kare,aur dhoniji ne kaha hai ki cricketer adhik cricket se thak gaye hai, Prabhu BCCI ko sadbudhi de aur inse kam khilwaye kisi aur ko chance,inhe aaram karne de,janata bhi apana man pakka kar le ki thoda kam manoranjan hoga chalega,khali samay me apne dusre kamo mo dil lagae kar,man mar kar ji legi.student bhi man markar study kar legi, lekin in par Atyachar na kare.
DHONI KI bat par BCCI dhyan de aisi prabhu se BOTTOM of the hearts se prabhu se pratharna kare, aaj sunday hai,aaj se hi koi cricket match na dekhe taki khelne ki jarurat na pade................he prabhu sab ko sanmati de............

18 live bombs diffused in Surat

At least 18 live bombs have been found in different places in the Varachha area of Surat today.
According to police, all the bombs were defused and they all were of low intensity.
The first two bombs were found in Labheshwar and Santoshinagar areas of Varacha. They were kept inside an abandoned bag. A third was found hanging on a tree behind the Matavadi Police outpost in the Varacha area this morning.
The police have sounded a 'high alert' in the city in the wake of live bombs being found within a span of few hours.
The bomb contents have been sent to a forensic science lab for analysis, police said. On Monday, the bomb disposal squad had successfully defused a live bomb in Varacha.
A sketch of a suspect, who had allegedly parked the explosive- laden car in the Heerabaugh area on Sunday, has been released to the police.
It is based on a description given by a watchman.
Large amount of 6explosives, shrapnels and timing devices were found in the cars bearing fake number plates.
Meanwhile, situation in blast hit areas of Ahmedabad is returning to normalcy.
The police have intensified the investigation into Saturday's serial blasts, with 14 days remand of Abdul Halim an activist of banned outfit of Students Islamic Movement of India (SIMI).
Police is also interrogating several other people in this connection.
At least 45 people were killed and over 100 others injured in serial blasts in Ahmedabad on Saturday evening when 16 coordinated serial blasts ripped through the metropolis a day after multiple explosions rocked Bangalore.
Whereas on Friday, eight bomb blasts rocked Bangalore, leaving two dead and 20 injured. On Saturday, a ninth unexploded bomb was found in Bangalore's Koramangala area.